Click in the field, then press CTRL+C to copy the HTML code
Saahil kay kinare...(A poem written in URDU)
Meray dil ki dharkan mai sirf tum hi rehtay ho
Pyar tum he say karti hoon buss tum he meray ho
Wo betay dinoon ki yaaden aur badal ka garajna tha
Wo saahil kay kinarey kishty mai kesa milna tha
Leher-oon ki thephair aa kar jab kishty sey takrati thee
Daar ka mai teray seenay say kesay lag jati thee
Do praim-ee aik jaan chup chup kay miltay thay
Kahan geye wo din…kitnay achay lagtay thay
Seepiyan chuntay gana ghatay saahil kay kinaray hum
Aik ddo-jay kay pyar mai ho jatay te hum gum
Tujh mai samah kay mai ney pya do janam-oon ka pyar
Aab Kha-gaye wo din aur kha-geye wo raat
Barsaat kay mosam mai tery yaad sa-ta-tee hai
Betay dinoon ki yaad mujh ko tar-patee hai
Ab na rehe wo kishty aur bun kaya aik khawab
Saahil kay kinare mai akalie kar-ee-hoon aaj.
poem
by
Meena Mustafa
solid border
dashed border
dotted border
double border
groove border
ridge border
inset border
outset border
no border
blue
green
red
purple
cyan
gold
silver
black